Gulf Job Wala
Gulf Job Wala
India se Gulf tak
🇸🇦

Saudi Arabia Jobs for Indians

Genuine vacancies — Lucknow aur UP se direct apply karo

5 jobs available

🇸🇦 Saudi Arabia Jobs — Kya Expect Karein?

Saudi Arabia Gulf ka sabse bada job market hai — oil, construction, healthcare, retail sab mein Indians hain. Riyadh, Jeddah, Dammam, Mecca, Medina — har jagah opportunities hain. Salary tax-free hoti hai. Khana-kharch aur accommodation generally package mein hoti hai. Iqama (work permit) company banwati hai.

  • Iqama ke bina kaam illegal hai — hamesha verify karo.
  • Saudi mein Labour Law strong hai — rights hain workers ke.
  • Thoda Arabic seekhna helpful hota hai.

5 vacancies