Gulf Job Wala
Gulf Job Wala
India se Gulf tak

Gulf Jobs — Frequently Asked Questions

400+ sawaal aur seedhe jawab — Hindi-English mein

Premium Feature FAQs

Premium ek optional paid feature hai jisme aapki application us job ke employers/admin ki list mein sabse upar dikhti hai. Ek red "⭐ PREMIUM" badge bhi lagta hai jo aapki application ko alag dikhaata hai.
₹99 per application. Ek baar premium karoge to sirf us specific job application ke liye top position milegi.
UPI QR code se payment karo, UTR number ya screenshot submit karo. Admin manually verify karta hai aur 2-4 working hours mein premium activate ho jaata hai.
Agar application submit hone ke 24 ghante mein premium activate nahi hua to refund request kar sakte ho. Job reject ya close hone par bhi refund consider hota hai.

Aur Koi Sawaal Hai? 🤔

Jo sawaal yahan nahi mila, seedha poochho — hum jawab denge.

WhatsApp Karo